by FARHA_KHAN
"weh janna chahti thi is kahani ko..jo usne jee nahi thi..mahar phir bhi uska koi na koi kirdar usme raha tha.!log uske naam ko nahi magar uske chehre ko jante the!or weh bhi weh log jo insan hi nahi the..!naa jane kya tha un pardo key pichhe...jinme yeh kahani chhupi hui thi...use shayad in par se parde uthane padenge"!!
by Meenu1012
kya koi kisi se itna pyar kr sakta hai jitna usne mujhse kiyakya mai bhi ujse pyar kr paugi"kyo mai hi kyo?" "tum mera Ishq nhi jonoon ho ab"
by taha_nadeem
Woh din normal tha — ek boring sa school day.Lekin us ek nazar ne mera dil kuch alag mehsoos karwaya.Woh larka RM... uski muskurahat mein kuch tha — shayad kuch aisa jo kabhi mila hi nahi tha.Usne meri taraf dekha bhi nahi, par mere andar kuch badal gaya."
by Saumya_Mishra_1631
Kehte hain Ki pehli Mohobbat , pehli hi hoti hai ...Aur Saccha Ishq , sirf ek baar hi hota hai ..Pehli Mohobbat ko haar jana aur khud ko uski Maut ka Jimmedaar maan kar ... Usi guilt ke saath jindagi bitaana .... Ek aisa experience hai ... Jis se kabhi koi nahi guzarnaa chaahega .....Lekin Usne to isi guilt ko apni Zindagi maan liya tha.... Khud ko sabse door kar liya thaa...Lekin, zindagi abhi khatam nahi huyi thi, Koi aisa insaan , uski zindagi me kadam rakhta hai .. Jo use uski hi banaayi huy…
by Ali_Malik_8334
Sorry I can't enderstand English I will write in Roman urdu Ek larka jiska Naam Imran Ali hai wo ek Ameer gharane main peda Howa usne dusre country main ja kar apni parhay mukammal ki or wapas Apne country akar cricket team join ki uski waja sai uski team or uski country nai bohot sai trophy's jeety phir cricket sai retair hokar jab usne Apni country ki condition daikhi to wo samajh gya Kai ye siyasat Dan is country ko kha rhe hai phir wo election main kharha howa or 28 sall ki mehnat Kai bad us…
by DaoistgBpyVa
Zubaan kisi ki bhi ho kahani har insaan ki hoti hai aur jese jese kahani barhti hai uske alfaaz barhte rehte hain ek badshah apni bv se bht pyaar karta tha lekin jab uski umar zyada hogai to 4 bache bhi the uske phir un bachon khushi k liye usne wo sab kiya jo ek baap karta hai phir ek wo apni badshahat se retyre hua to usne apne bare bete k hath badshahat dedi phir unke damiyan ye faisla rakha k apne maa baap ko sath men kon rakhna chahega sare bachon ne mana kardia lekin ek beta jo sotela tha …